Friday, January 11, 2019

017 - Ayina

E dil…Maan ja… Ab bahaut hua…
Kisi ne wakt kata mere sath…Na Kabhi dard baata tere saath…
E dil man ja… ab bahaut hua…

Na khud ko kar aasart (depend) kisi bewafa par…
Ki lazim h toofan k baad barsaat ka hona…
Yu to sab kehte h ki har rat ke bad din ata h..
Par nhi tala jata din k baad phir se raat ka hona…
Har insan se bus seekhi itni baat…
Kisi ne wakt kaata mere sath…Na Kabhi dard baata tere saath…

Tune har kisi ko chaha pehle pyaar ki tarah…
Mana tune sabhi ko sacche yaar ki tarah…
Khele tere dil se thokar Mar tod diya…
Na joda use fek diya khilone bekaar ki tarah…
Yahi taleem zindagi yaad ati h har raat…
Kisi ne wakt kaata mere sath…Na Kabhi dard baata tere saath…
(Feeling sleepy) - Leave writing…. Only one couplet trying below
Likhdiya jo likhna tha ab sher ye arz hota hai..
Tadaptey h wo purani yad me jb mausam sard hota h
Dil khush hota h sunke "thoda pyaar krdo"
ki bewafa yaad to krti jab kbhi dard hota h…


Written on 28.01.2016 - 11:35-55pm (LW) Thursday (bxp)
doing skypcht wid fryl n shmrpkstn lstn.sng.wadakrlesajna

No comments:

Post a Comment