Tuesday, January 15, 2019

037 - Dar Gaya Hu Main

Faqra na raha mujhe ab kisi ki mohabbat ka…
Ki khud ki bewafai ki karan ban gaya hu main…
Na koi gila shikwa hai tujhse e jaan…
Jab tere hi ansuo ka karan ban gaya hu main…

Na rahi jism mein tadap, bebasi ya bekarari ab..
Na rahi jism mein tadap, bebasi ya bekarari ab..
Kuch logo ne to mara samajh hi liya tha…
Tere liye to zinda hoke bhi, Aaj mar gaya hu main...

Yaad ata h mujhe tera pyar is kadar karna
Ki khud se sath teri maut ki bhi guzarish ho…
Chaha hai tujhe is kadar humne ki…
Agar Dukh tujhe ho to hum par us dard ki barish ko…

Par najane aaj kya galat fehmi hui tujhe e humraaz…
Par najane aaj kya galat fehmi hui tujhe e humraaz…
Ki jin narzo ke najaro me sirf main roshan tha…
Ki unhi najro mein be-wjah aaj gir gaya hu main…

Na raha tha khauf kabhi kisi ka “Deepak” ko…
Par aaj to mohabbat ke naam se hi dar gaya hu main…

True feelings of misunderstanding with my life supportive person. I will never give any clarification to her. 26th Dec 2012 6m Princess

No comments:

Post a Comment